गीत रचयित : फादर एस. जे. बर्कमैन्स
Lyricist: Father.S.J. Berchmans
- बडी भोर तेरे
दर्शन को मैं,
चरणों में आता हूँ,
आराधना स्तुति
और प्रशंसा,
पिता को चढ़ाता हूँ।।
को – आराधना, आराधना,
आराधना, आराधना,
मेरे यीशु राजा की,
पवित्र आत्मा प्रभु की। - हर दिन के हर एक पल में,
यीशु तेरा ध्यान रहे,
मेरे मुँह के वचनों से,
दूजों के घाव भरे।
आराधना ……. - तेरे इच्छा तेरी चाहत,
मेरा मन सबल करे,
उठूँ प्रार्थना वीर बनकर,
हर पल को सफल करे। - कलाम को सुनाना,
मेरा मकसद होना है,
तेरे नाम को सुनाने,
पूरे देश में जाना है। - मैं ने खुद को
चढ़ाया है,
पावन बलिदान बनाके,
अब तू ही मुझको चलाना,
अभिषेक देते रहना।
BADI BHOR TERE DARSHAN
- BADI BHOR TERE
DARSHAN KO MEIN,
CHARNO ME AATAA HU,
AARAADHANA, STHUTHI
AUR PRASHANSHA,
PITA KO CHADHATHA HU!
CO – AARAADHANA, AARAADHANA,
AARAADHANA, AARAADHANA,
MERE YESHU RAJA KI,
PAVITRA AATMA PRABHU KI! - HAR DIN KE HAR EK PAL ME,
YESHU TERA DHYAAN RAHEY,
MERE MUH KE VACHANO SE,
DHUJHO KE GHAAV BHAREY!
AARAADHANA ……. - TERE ICHHA TERI CHAHАTH,
MERA MAAN SABAL KARE,
UTHUN PRAATHNAA VEER BANKAR,
HAR PAL KO SAFAL KARE! - KALAAM KO SUNAANAA,
MERA MAKHSADH HONAA HAI,
TERE NAAM KO SUNAANEY,
PURE DESH ME JAANAA HAI! - MEIN NE KHUDH КО
CHADAAYAA HAI,
PAAWAN BALIDHAAN BANAAKE,
AB TU HI MUJHKO CHALAANAA,
ABHISHEK DETE REHNAA!
Download Lyrics👇

