गीत रचयित : फादर एस. जे. बर्कमैन्स
Lyricist: Father.S.J. Berchmans
आज के दिन से मैं तुम्हें आशीषित करूँ,
बेशुमार दानों से मैं तुम्हें भरूँ – (2)
- तुझे एक बड़ी जाती बनाऊँगा,
और तेरा नाम महान मैं करूँगा,
तू आशीषों का कारण होगा – (2)
आज के दिन …. - तू जहाँ जाएगा साथ हूँ मैं तेरे,
वादा निभाऊँगा और न त्यागूँगा,
जिस देश तुं रेहना तुझे दूँगा – (2) - बहती विशाल नदी तू ही है,
झरने के पास लगी बाग तू ही है,
सुगन्ध देता जो चंदन तू है – (2) - दस में एक भाग तू अगर दोगे,
स्वर्ग के खिड़कियाँ वो खोलेगा,
आशीषों से तुझे वो भरेगा – (2)
AAJ KE DIN SE MAI
AAJ KE DIN SE MEIN TUJHE AASHISHIT KARU,
BESHUMAAR DANO SE MAI TUMHE BHARUN – (2)
- TUJHE EK BADI JAATI BANAUGA,
AUR TERA NAAM MAHAN MEIN KARUNGA,
TU AASHISHON KA KAARAN HOGA – (2)
AAJ KE DIN ….. - TU JAHAAN JAAEGA SAATH HOON MEIN TERE,
WAADA NIBHAUNĢA AUR NA TYAAGUNGA,
JIS DESH TU REHNA TUJHE DUNGA – (2) - BEHTI VISHAL NADI TUHI HAI,
JHARNE KE PAAS LAGI BAAG TU HI HAI,
SUGHANDH DETA JO CHANDAN TU HAI – (2) - DAS ME EK BHAAG TUM AGAR DOGE,
SWARG KE KHIDKIYAAN WO KHOLEGA,
AASHISHON SE TUJHE WO BHAREGA – (2)
Download Lyrics👇

