तेरी आत्मा नित रहे
गीत रचयित : फादर एस. जे. बर्कमैन्स
Lyricist: Father.S.J. Berchmans
तेरी आत्मा नित
रहे मेरे मन में,
तेरा नाम गाता रहूँ
हर पल में।
- तेरा प्रेम मेरे अन्दर
खिलना है,
बूराई से मुक्त होके जीना है।
तेरी आत्मा….. - पाप का स्वभाव सब
दूर होना है,
प्रभु आत्मा के
संग चलना है। - जीवन जल, नदी जैसा
बहना है,
क्रूस तले देश को आना है। - वरदान, फल सब दिन
बढ़ना है,
सेवा कर दौड़ पूरी
करना है। - अदन जैसी संगति में
बढ़ना है,
यीशु की आवाज सुन के झूमना है।
TERI AATMA NEETH RAHE
TERI AATMA NEETH
RAHE MERE MANN ME,
TERA NAAM GAATA RAHUN,
HAR PAL ME!
- TERA PREM MERE ANDAR
KHILNAA HAI,
BURAAYI SE MUKT HOKE JINAA HAI!
TERI AATMА … - PAAP KA SWABHAV SAB
DUR HONAA HAI,
PRABHU AATMA KE
SANGH CHALNAA HAI! - JEEVAN JAL NADI JAISAA
BAHNAA HAI,
KROOS TALE DESH KO AANAA HAI! - VARDAAN, PHAL SAB DIN
BADHNAA HAI,
SEVA KAR DAUD PURI
KARNA HAI! - AADAN JAISI SANGATI ME
BADHNAA HAI,
YESHU KI AWAAZ SUNN KE JHUMNAA HAI!
Download Lyrics👇