बिनती हमारी

गीत रचयित : फादर एस. जे. बर्कमैन्स
Lyricist: Father.S.J. Berchmans

बिनती हमारी तेरे आगे,
सुगन्ध जैसी उठे – (2)

  1. प्रार्थना करनेवाले एलियाह देश में उठे,
    टूटी वेदियों को फिर से बनाया जायें।
    टूटा हर परिवार फिर से बनाया जायें।
    हे पिता ये दुआ …..
  2. स्वर्ग की ज्वाला चारों ओर फैल जायें,
    पापों के कर्म सब उस में जल जायें।
  3. जो तुझसे है दूर तेरे करीब आयें,
    तुझे प्रभु मानकर कदमों पे आ जायें।
  4. दुष्ट आत्माओं को भारत से दूर होना है,
    शैतान के कार्यों को जरूर नाश होना है।
  5. बादल प्रार्थना के भारत में छा जायें,
    आंधी तूफान से बारीश हो जाएँ।

BINTI HAMARI

BINTI HAMARI TERE AAGE,
SUGANDH JAISI UTHE – (2)

  1. PRARTHNA KARNEWAALE ELIYAAH DESH ME UTHE,
    TUTI VEDIYO KO FIR SE BANAYA JAAYE,
    TUTA HAR PARIWAAR FIR SE BANAYA JAAYEIN!
    HE PITA YE DUA ….
  2. SWARGH KI JWAALA CHAARO OR FAIL JAAYE,
    PAAPO KE KARM SAB USME MEIN JAL JAAYE!
  3. JO TUJHSE HAI DUR TERE KARIB AAYE,
    TUJHE PRABHU MAANKAR KADMO PE AAJAYE!
  4. DUSTATMAO KO BHARAT SE DUR HONA HAI,
    SHAITAN KE KAARYON KО JARUR NAASH HONA HAI!
  5. BAADAL PRARTHANA KE BHARAT ME CHAA JAAYE,
    AANDHI TUFAAN SE BAARISH HO JAAYE!

Download Lyrics👇