भागो भागो

गीत रचयित : फादर एस. जे. बर्कमैन्स
Lyricist: Father.S.J. Berchmans

भागो भागो दूर भागो,
व्यर्थ सब बातों को
छोड भागो।

  1. भागो व्यभिचार के कार्यों से,
    यीशु को देख कर तुम दौडो।
    देख के दौडो,
    तुम देख के दौडो।
    भागो …
  2. झगडा और वादविवाद छोड भागो,
    शान्ति और प्रेम को रोज ढूंढो।
    रोज ढूंढो तुम,
    रोज ढूंढो।
  3. जवानी की अभिलाषा छोड भागो,
    शुद्ध मन से स्तुति के गीत गाओ।
    गीत गाओ,
    तुम गीत गाओ।
  4. जग की लालसा छोड भागो,
    भक्ति और विश्वास को खोजते रहो।
    खोजते रहो,
    तुम खोजते रहो।
  5. मेरा दौड़ना व्यर्थ न हुआ,
    पाऊँगा इनाम यीशु आने पर।
    आने पर यीशु आने पर।
  6. देह को वश में कर रोज भागो,
    इनाम के लिए देख कर भागो।
    देख कर भागो भाई,
    देख कर भागो।
  7. मूर्तियों को छोडकर तुम भागो,
    सिरजनहार को तुम रोज ढूंढो।
    रोज ढूंढो तुम,
    रोज ढूंढो।

BHAAGO BHAAGO

BHAAGO BHAAGO DUR BHAAGO,
VYARTH SAB BAАТОN КО
CHOD BHAAGO!

  1. BHAAGO VYABHICHAR KE KAARYO SE,
    YESHU KO DEKH KAR TUM DAUDO!
    DEKH KE DAUDO,
    TUM DEKH KE DAUDO!
    BHAAGO …
  2. JHAGDA WAADVIWAD CHOD BHAAGO,
    SHAANTI AUR PREM KO ROJ DOONDO!
    ROJ DOONDO TUM,
    ROJ DOONDO!
  3. JAWANI KI ABHILAASHA CHOD BHAAGO,
    SHUDH MANN SE STUTI KE GEET GAAO!
    GEET GAAO,
    TUM GEET GAAO!
  4. JAG KI LAALSA CHOD BHAAGO,
    BAKTI AUR VISHVAS KO KHOJTE RAHO!
    KHOJTE RAHO TUM,
    KHOJTE RAHO!
  5. MERA DAUDNA VYARTH NA HUA,
    PAAUGA INAAM YESHU AANE PAR!
    AANE PAR YESHU AANE PAR!
  6. DEH KO VASH ME KAR ROJ BHAAGO,
    INAAM KE LIYE DEKH KAR BHAAGO!
    DEKH KAR BHAAGO BHAI,
    DEKH KAR BHAAGO!
  7. MOORTIYON KO CHOD KAR TUM BHAAGO,
    SIRJANHAAR KO TUM ROJ DOONDO!
    ROJ DOONDO TUM,
    ROJ DOONDO!

Download Lyrics👇