असंभव कुछ भी नही

गीत रचयित : फादर एस. जे. बर्कमैन्स
Lyricist: Father.S.J. Berchmans

असंभव कुछ भी नही – तुझ से
असंभव कुछ भी नहीं।
सब कुछ सिरजा है,
सब पे राज करता है।

  1. स्तुति जब शुरू किए है,
    दुश्मन अपने में ही,
    लडकर मारे गए।
    तुझ से होगा,
    सब कुछ होगा।
  2. एक लाठी ले निकला,
    जो याकूब को तू ने बढाया है,
    बड़ी भीड़ में (तुझ से..)
  3. विधवा की आँसू पे,
    बेटे के लाश तू ने
    हाथों से जिन्दा किया।
  4. इसहाक की प्रार्थना से
    रिबका जो बांझ थी
    जुड़वे को जन्म दे दिया।
  5. सुन्दर नाम के फाटक में
    जन्म से जो लंगडा था
    चल पड़ा है यीशु नाम से।
  6. एलियाह के कहने से
    विधवा के घर में कभी
    आटा तेल कम न हुआ।
  7. प्रार्थना वीर दानिएल को
    सिंहों के मुँह से तू ने
    हानि होने से बचाया।

ASAMBHAV KUCHH BHI NAHI

ASAMBHAV KUCH BHI NAHI
TUJH SE ASAMBHAV KUCH BHI NAНІ!
SAB KUCH SIRJA HAI,
SAB PE RAAJ KARTA HAI!

  1. STUTI JAB SHURU KIYE HAI
    DUSHMAN APANE ME HI
    LADKAR MAARE GAYE!
    TUJH SE HOGA,
    SAB KUCH HOGA!!
  2. EK LAATHI LE NIKLA
    JO YAKUB KO TU NE
    BADAAYAA HAI
    BADI BHEED ME (TUJH SE …)
  3. VIDHVA KI AANSU PE
    BETE KE LAASH TU NE
    HАATHO SE JINDA KIYA!
  4. ESSHAK KI PRARTHANA SE
    RIBKA JO BAANJ THI
    JUDVE KO JANM DE DIYA!
  5. SUNDAR NAAMKE FAATAK ME
    JANM SE JO LANGDA THA
    CHAL PADA HAI YESHU NAAM SE!
  6. ELIYAAH KE KAHNE SE
    VIDHVA KE GHAR ME KABHI
    AATA TEL KAM NA HUA!
  7. PRARTHANA VEER DANIYEL KO
    SINHO KE MUH SE TU NE
    HAANI HONE SE BACHAAYA!

Download Lyrics👇