बड़ी भोर तेरे दर्शन

गीत रचयित : फादर एस. जे. बर्कमैन्स
Lyricist: Father.S.J. Berchmans

  1. बडी भोर तेरे
    दर्शन को मैं,
    चरणों में आता हूँ,
    आराधना स्तुति
    और प्रशंसा,
    पिता को चढ़ाता हूँ।।
    को – आराधना, आराधना,
    आराधना, आराधना,
    मेरे यीशु राजा की,
    पवित्र आत्मा प्रभु की।
  2. हर दिन के हर एक पल में,
    यीशु तेरा ध्यान रहे,
    मेरे मुँह के वचनों से,
    दूजों के घाव भरे।
           आराधना …….
  3. तेरे इच्छा तेरी चाहत,
    मेरा मन सबल करे,
    उठूँ प्रार्थना वीर बनकर,
    हर पल को सफल करे।
  4. कलाम को सुनाना,
    मेरा मकसद होना है,
    तेरे नाम को सुनाने,
    पूरे देश में जाना है।
  5. मैं ने खुद को
    चढ़ाया है,
    पावन बलिदान बनाके,
    अब तू ही मुझको चलाना,
    अभिषेक देते रहना।

BADI BHOR TERE DARSHAN

  1. BADI BHOR TERE
    DARSHAN KO MEIN,
    CHARNO ME AATAA HU,
    AARAADHANA, STHUTHI
    AUR PRASHANSHA,
    PITA KO CHADHATHA HU!
    CO – AARAADHANA, AARAADHANA,
    AARAADHANA, AARAADHANA,
    MERE YESHU RAJA KI,
    PAVITRA AATMA PRABHU KI!
  2. HAR DIN KE HAR EK PAL ME,
    YESHU TERA DHYAAN RAHEY,
    MERE MUH KE VACHANO SE,
    DHUJHO KE GHAAV BHAREY!
           AARAADHANA …….
  3. TERE ICHHA TERI CHAHАTH,
    MERA MAAN SABAL KARE,
    UTHUN PRAATHNAA VEER BANKAR,
    HAR PAL KO SAFAL KARE!
  4. KALAAM KO SUNAANAA,
    MERA MAKHSADH HONAA HAI,
    TERE NAAM KO SUNAANEY,
    PURE DESH ME JAANAA HAI!
  5. MEIN NE KHUDH КО
    CHADAAYAA HAI,
    PAAWAN BALIDHAAN BANAAKE,
    AB TU HI MUJHKO CHALAANAA,
    ABHISHEK DETE REHNAA!

Download Lyrics👇

image_pdfPDFimage_printPrint
Share this:

Leave a Comment